Wednesday, February 15, 2012

Urdu Shayari_1

Uss ko maloom hay, ke uss bin hum toot jate hain,
Phr kiun wo azmaata hy hum ko, bichar bichar kar..!!


Shayari khoon-e-jigar ka labaa-lab saagar hai
Shayari khoon-e-jigar ka labaa-lab saagar hai,
Kisi kam-zarf ki tafreeh ka saaman nahin…
(Labaa-lab:Filled to the top)(Kam-zarf:Unaware,Uneducated,Someone having very little knowledge)


Har Koi Pochta He Karte Kya Ho Tum
Har Koi Pochta He Karte Kya Ho Tum,
Goya K Jese mohabbat Koi Kaam Hi Nhi..!!


Kyun na gharoor karoon mein apne aap par
Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par,
Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .!


Hum ne aese ujaar di jese..
Hum ne aese ujaar di jese,
Zindagii Baap ki kamayi ho..


in ka jo farz hai wo ahl-e-siaasat janain
in ka jo farz hai wo ahl-e-siaasat janain
mera peghaam muhabat hain jahan tak pohanchay


nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin
nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay


gul phainkain hain aooroon ki taraf balkah smr bhi

gul phainkain hain aooroon ki taraf balkah smr bhi
aay haana bhar andaaz chaman kuch to idhr bhi


rooh-e-rosahan kay aagay shama-h rakh kar wo ya kahtay hain
rooh-e-rosahan kay aagay shama-h rakh kar wo ya kahtay hain
udhr jata hai ya dekhain , idhr parwaana aata hai


da-waa karay ga hashr main moosa pah hoon ka
da-waa karay ga hashr main moosa pah hoon ka
kion is na aanch di meray qaatil ki taigh ko


sunay jaatay na thay tm sa mera din raat ka shikway
sunay jaatay na thay tm sa mera din raat ka shikway
kfn sarkaoo meri ba zubaani dekhtay


ab to ghabraa kar ya kahtay hain
ab to ghabraa kar ya kahtay hain
mar kar bhi chain na paya to kidr jayain gay


thi wo ek shahs ki tasveer sa
thi wo ek shahs ki tasveer sa
ab wo raa-naee khiaal kahan


hum aao bhi kartay hain to ho jatay hain badnaam
hum aao bhi kartay hain to ho jatay hain badnaam
wo qtl bhi kartay hain to charaghaan nahi hota


zmaana bray ghor say sn rha tha
zmaana bray ghor say sn rha tha
hamain so gya daastaan kahtay kahtay

No comments:

Post a Comment